Bollywood Evergreen Love Song Phool Tumhe bheja hai khat mein by Lata Mangeskar & Mukesh.The Movie Saraswati Chandra was released in 1968,Lyrics was written by Indeevar, Music compossed by Kalyanji Anandji and evergreen voices of Lata Mangeskar and Mukesh.
(Lata mangeskar)--
Phool tumhe bhejaa hain khat mein,Phool nahi meraa dil hain (2)
priayatam mere muz ko likhna,kya yeh tumhare kabil hain
(Mukesh)--
Pyaar chhoopa hai khat mein itna,jitne sagar mein moti (2)
Choom hi leta haath tumhara,paas jo tum mere hoti
Neend tumhe to aatee hogi,kyaa dekhaa tum ne sapanaa (2)
aankh khulee to,tanahaee thee,sapanaa ho naa sakaa apanaa
tanhayee hum door karenge, le aao tum shahanai
praeet badhaakar bhool na janaa, preet tumhi ne sikhalaayee
Khat se jee bharataa hee nahee,ab nain mile to chain mile (2)
chaand humaare angana utare,koi to aisi rain mile
milanaa ho to kaise mile hum milane kee surat likh do
nain bichhaye baithhe hain hum kab aaoge khat likh do.
Complete lyrics of the song Phool Tumhe bheja hai khat mein by Lata Mangeskar & Mukeshfrom the movie Saraswati Chandra .
(Lata mangeskar)--
Phool tumhe bhejaa hain khat mein,Phool nahi meraa dil hain (2)
priayatam mere muz ko likhna,kya yeh tumhare kabil hain
(Mukesh)--
Pyaar chhoopa hai khat mein itna,jitne sagar mein moti (2)
Choom hi leta haath tumhara,paas jo tum mere hoti
Neend tumhe to aatee hogi,kyaa dekhaa tum ne sapanaa (2)
aankh khulee to,tanahaee thee,sapanaa ho naa sakaa apanaa
tanhayee hum door karenge, le aao tum shahanai
praeet badhaakar bhool na janaa, preet tumhi ne sikhalaayee
Khat se jee bharataa hee nahee,ab nain mile to chain mile (2)
chaand humaare angana utare,koi to aisi rain mile
milanaa ho to kaise mile hum milane kee surat likh do
nain bichhaye baithhe hain hum kab aaoge khat likh do.
Friends Enjoy the Old Is Gold in format here.
0 comments:
Post a Comment
Connects World For Free